Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeArzoo Lakhnavi
HomeArzoo Lakhnavi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baabul moraaaaaaaa naihar chhuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa moraaaaaaaaaaaaaaa naihar chhuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee chaar kahaar mil mori doliyaaa sajaaven re chaar kahaar mil mori doliyaaa sajaaven re chaar kahaar mil mori doliyaaa sajaaven re moraa apna begaana chhutoooo jaayee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee angnaaaaa to parbat bhayaaaaaa aur dehri bhayi bidesh angnaaaaa to parbat bhayaaaaaa aur dehri bhayi bidesh le baabul ghar aapno main chali piya ke des baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee
hat gayi lo kaali ghataa chhitak rahe taare chhitak rahe taare hat gayi lo kaali ghataa chhitak rahe taare chhitak rahe taare man ki umang taraj khadi akhiyan ki jyot badhi man ki umang taraj khadi akhiyan ki jyot badhi prem lagan se lau uthi prem lagan se lau uthi bujhe diye baare hat gayi lo kaali ghataa chhitak rahe taare chhitak rahe taare doobi aas phir se phiri jal mein jaise jal ki pari doobi aas phir se phiri jal mein jaise jal ki pari soti jyot jaag gayi jaag gayi soti jyot jaag gayi din phire humaare hat gayi lo kaali ghataa chhitak rahe taare chhitak rahe taare aajaa aajaa aajaa mere paas tan man dhan sab ki aas dagar paar paat paat karti kyun ishaare dagar paar paat paat karti kyun ishaare hat gayi lo kaali ghataa chhitak rahe taare chhitak rahe taare
jeevan been madhur na baaje jhoothe padh gaye taar bigde kaath se kaam bane kya megh baje na malhaar bigde kaath se kaam bane kya megh baje na malhaar pancham chhedo madhyam bole kharaj bane gandhar aaaaaaaaaaaa pancham chhedo madhyam bole kharaj bane gandhar been ke jhuthe pad gaye taar been ke jhuthe pad gaye taar jeevan been madhur na baaje jhoothe pad gaye taar been ke jhoothe pad gaye taar in taaron ko kholo in tarbhon ko phenko phenko in taaron ko kholo in tarbhon ko phenko phenko in taaron ko kholo uttam taar nayi tarbhen ho tab ho naya shringaar uttam taar nayi tarbhen ho tab ho naya shringaar jis parde se jo sur bole goonj uthe sansaar been ke jhuthe pad gaye taar jeevan been madhur na baaje jhoothe pad gaye taar been ke jhoothe pad gaye taar bajne ko hai goonj nagaada hona hai sabse chhutkaara bajne ko hai goonj nagaada hona hai sabse chhutkaara apna jo hai use samajh lo wo bhi nahin humaara apna jo hai use samajh lo wo bhi nahin humaara
aaa jin raaton mein neend ud jaati hai kya qeher ki raaten hoti hain darwaazon se takraa jaate hain deewaaron se baaten hoti hain jin raaton mein neend ud jaati hai kya qeher ki raaten hoti hain darwaazon se takra jaate hain deewaaron se deewaaron se baaten hoti hain jin raaton mein neend ghir ghir ke jo baadal aate hain aur be barse khul jaate hain aashaaon ki aashaaon ki jhoothi duniya mein sookhi barsaaten hoti hain jin raaton mein neend jab wo nahin hote pehlu mein aur lambi raaten hoti hain yaad aa ke yaad aa ke sataati rehti hain aur dil se aur dil se baaten hoti hain jin raaton mein neend hansne mein jo aansoo aate hain do tasveeren dikhlaate hain har roz har roz janaaze uthte hain har roz baraaten hoti hain jin raaton mein neend himmat kis ki hai jo poochh sake ye aarzu e saudaayi se kyun saahib kyun saahib aakhir akele mein ye kisse ye kisse baaten hoti hain jin raaton mein neend udd jaati hai kya qeher ki raaten hoti hain darwaazon se takra jaate hain
kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana khade khade kya soch raha hai khade khade kya soch raha hai hua kahaan se aana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana kaun desh hai jaana baabu sooraj dooba chaand na nikalaaaaa sooraj dooba chaand na nikala beeta samaan suhaanaaaaa sooraj dooba chaand na nikala beeta samaan suhaanaa raat andheri baat na poochen samajh ke paaon uthaanaaaa kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaanaa saathi aawan jaawan hardum yahi sunaati gaanaaa saathi aawan jaawan hardum yahi sunaati gaanaa jeete ji hai chalana phirana jeete ji hai chalana phirana mare to ek thikaana mare to ek thikaana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaanaa
pyaari pyaari suraton moh bhari muraton des se pardes mein tumhraa sandesaa aaye hai tan se bhi man se bhi jaise khinchaa jaaye hai madad karo madad karo tum sang aa jaayenge pahunchenge aakhir kabhi chhaanenge ek ek gali pahunchenge aakhir kabhi chhaanenge ek ek gali dekhen wo mukhdaa abhi hogi yahi bekali gaal hain jiske gulaab ras aankhon ka sharaab gaal hain jiske gulaab ras aankhon ka sharaab hosh kahaan rahenge phir khud bhi kho jaayenge haan wohi dhun ras bhari jaise baaje baansuri kaanon mein le kar sandesh kaanon mein le kar sandesh kaanon mein le kar sandesh kaanon mein le kar sandesh neend se neend se chaukaaye hai desh se hum door hain door hain haal se majboor hain desh se hum door hain door hain haal se majboor hain madad karo madad binaa madad binaa kaise pahunch paayenge madad karo madad karo madad karooooo
sukoon dil ko mayassar gul o samar mein nahin sukoon dil ko mayassar gul o samar mein nahin sukoon dil ko mayassar gul o samar mein nahin jo aashiyaan mein hai apne woh baag bhar mein nahin jo aashiyaan mein hai apne woh baag bhar mein nahin jahaan hai raah e guzar keh rahi hai chalti saans jahaan hai raah e guzar keh rahi hai chalti saans sukoon ki koi ummeed umar bhar bhi nahin sukoon ki koi ummeed umar bhar bhi nahin na aasraa ho jise doosre kaa aye humdam na aasraa ho jise doosre kaa aye humdam woh aisaa dil hai ke jaise chiraag ghar mein nahin woh aisaa dil hai ke jaise chiraag ghar mein nahin paraaye dukh ko dukh apna samajh le aur de saath paraaye dukh ko dukh apna samajh le aur de saath bashar nahin jo yeh baat aarzoo bashar mein nahin bashar nahin jo yeh baat aarzoo bashar mein nahin sukoon dil ko mayassar gul o samar mein nahin jo aashiyaan mein hai apne woh baag bhar mein nahin
suno suno he krishna kaala suno suno hai krishna kaala aaye tumre dwaar suno meri pukaar ab sun le baansuri waala suno suno hai krishna kaala tum jaante huye jo na jaano naath ab ka se kahun dukh saara suno suno he krishna kaala mere paaun to hon aur main aa na sakun hoon adheen main he dinanaath jo main chhal se aaun kahun jal le aaun to log karen badnaam jaisi jo chaahe baaten udaaye baaten udaaye jaisi jo chaahe jaisi jo chaahe baaten udaaye kahe raadha bhi mohe kalankini raadha bhi mohe kalankini tose chori jo milan aaye jaisi chaahe jo baaten udaaye main to bol sakun munh na khol sakun prabhu jabhi to abla naam mora jeevan jaaye na darsh dikhaaye na dikhaye darsh ghanshyaam na dikhaye darash mope dekho sakhi nahin khaye taras more man ki rahi more man ki rahi man mein haaye haaye more nainan ne dekha nahin abhi shyaam abla ka dukh he dinaanaath man ka rahe hai man mein chandidaas kahe chandidaas kahe chandidaas kahe sakhi heyyy ee ee sakhi heyy ee ee ee ee
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baabul Mora Street Singer (1938) 03:15 11224
 
Poster of Street Singer (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:15   Song Number : 11224   

Hat Gai Lo Kali Ghata Lagan (1941) 02:37 13043
 
Poster of Lagan (1941)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1941
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
Duration : 02:37   Song Number : 13043   

Jeevan Been Madhur Street Singer (1938) 03:22 40759
 
Poster of Street Singer (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 03:22   Song Number : 40759   

Jin Raaton Main Neend Ud Jaati Hai Raat Ki Rani (1949) 03:22 40505
 
Poster of Raat Ki Rani (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:22   Song Number : 40505   

Kaun Desh Hai Jana Mukti (1937) 03:18 13802
 
Poster of Mukti (1937)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1937
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Jagdish
Duration : 03:18   Song Number : 13802   

Pyari Pyari Suraton Dushman (1939) 03:19 40700
 
Poster of Dushman (1939)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1939
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:19   Song Number : 40700   

Sukoon Dil Ko Mayassar Street Singer (1938) 03:21 40705
 
Poster of Street Singer (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
R C Boral
On Screen Actors- 
Kanan Devi
Duration : 03:21   Song Number : 40705   

Suno Suno He Krishna Kaala K L Saigal 03:29 40692
 
Poster of K L Saigal
 
Category
Bhajan
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:29   Song Number : 40692   
Karaoke Songs of Arzoo Lakhnavi, Sad Songs of Arzoo Lakhnavi, Love Songs of Arzoo Lakhnavi, Dance Songs of Arzoo Lakhnavi, Hip-hop songs of Arzoo Lakhnavi, Best songs of Arzoo Lakhnavi, Super hit songs of Arzoo Lakhnavi, hit songs of Arzoo Lakhnavi, duet songs of Arzoo Lakhnavi, solo songs of Arzoo Lakhnavi, old songs of Arzoo Lakhnavi, famous songs of Arzoo Lakhnavi, Hindi Karaoke Songs of Arzoo Lakhnavi, Hindi Sad Songs of Arzoo Lakhnavi, Hindi Love Songs of Arzoo Lakhnavi, Hindi Dance Songs of Arzoo Lakhnavi, Hindi Hip-hop songs of Arzoo Lakhnavi, best Hindi songs of Arzoo Lakhnavi, super hit Hindi songs of Arzoo Lakhnavi, hit Hindi songs of Arzoo Lakhnavi, duet Hindi songs of Arzoo Lakhnavi, solo Hindi songs of Arzoo Lakhnavi, old Hindi songs of Arzoo Lakhnavi, famous Hindi songs of Arzoo Lakhnavi, Sing Along Songs of Arzoo Lakhnavi, Sing Along Sad Songs of Arzoo Lakhnavi, Sing Along Love Songs of Arzoo Lakhnavi, Sing Along Dance Songs of Arzoo Lakhnavi, Sing Along Hip-hop songs of Arzoo Lakhnavi, Sing Along Best songs of Arzoo Lakhnavi, Sing Along Super hit songs of Arzoo Lakhnavi, Sing Along hit songs of Arzoo Lakhnavi, Sing Along duet songs of Arzoo Lakhnavi, Sing Along solo songs of Arzoo Lakhnavi, Sing Along old songs of Arzoo Lakhnavi, Sing Along famous songs of Arzoo Lakhnavi